Satya katha purusharth katha
Suno suno sidharth katha
Sansaar emin dukh ka karan kya
Santaap shok ka nivaran kya
Sansaar emin dukh ka karan kya
Santaap shok ka nivaran kya
Is khoj mein sab kuchh tyag diya
Har vaibhav se vairagy liya
Wo shrishti se ssyunt hue
Sidharth se gautam buddha hue
Buddham sharnam gachchami.
| Movie | Buddha: Rajaon Ka Raja |
| Star Cast | Himanshu Soni, Kajal Jain, Kabir Bedi, Sameer Dharmadhikari, Reshmi Ghosh, Siddharth Vasudev, Amit Behl, Hemant Choudhary |
