Sathi Janam Maran Ka Tu Lyrics | Padosi | Balwant Singh | Master Krishnarao

Sathi Janam Maran Ka Tu Lyrics | Padosi | Balwant Singh | Master Krishnarao

Sathi janam maran ka tu sathi janam maran ka tu
Kadam kadam par dunia me ha kadam kadam par dunia me
Sathi janam maran ka tu

Sobha mere ghar ki hai ronak dunia bhar ki hai
Rounak dunia bhar ki hai janam maran ka sathi tu hai
Sathi janam maran ka tu

Tujhse sukh jee ka tujh bin jag fika
Tujh bin jina kya tu mera mai tera re
Tu mera mai tera re janam maran ka sathi tu hai
Janam maran ka sathi tu hai
Sathi janam maran ka tu

Man ki khushiyo ke moti or hire
Pag pag par bikhre man phula jag bhula re
Man phula jag bhula re
Janam maran ka sathi tu hai
Janam maran ka sathi tu hai
Sathi janam maran ka tu
Kadam kadam par dunia me ha
Kadam kadam par dunia me ha
Sathi janam maran ka tu

MoviePadosi
SingerBalwant Singh
DirectorV Shantaram
Music ComposerMaster Krishnarao
LyricistPandit Sudarshan
Star CastMazhar Khan, Gajanan Jagirdar, Anees Khatoon, Radha Kishan, Lajwanti, Sumitra, Gopal, Balak Ram

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *