La la la la la…..
Meri umar ke nau jawaano, dil na lagaana o deewaano
La la la la la…..
Are bas karo yeh kya la la la la laga rakha hai
Jara yeh suno
Ho o o jhaansi pe rel gaadi -2 atak gayi amma
Faansi pe teri beti (latak gayi amma -3)
Are ghungat nikaalake woh nikali thi bada lamba
Raste mein main khada tha bijali ka jaise khamba
Bijali ke khambe se woh -2 chitak gayi amma
Faansi pe teri beti latak gayi amma – (2)
Atak gayi amma, jhatak gayi amma
Jhatak gayi amma, satak gayi amma
| Movie | Mera Ghar Mere Bachche - 1985 |
| Singer | Suresh Wadkar |
| Music Composer | Laxmikant-Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |