Sarayu Ke Nire Tire Avadh Nagariya Lyrics | Lav Kush | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar | S N Tripathi

Sarayu Ke Nire Tire Avadh Nagariya Lyrics | Lav Kush | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar | S N Tripathi

Sarayu ke neere teere avadh nagariyaa
Sarayu ke neere teere avadh nagariyaa
Jahaa base raam lakhan dono bhiyaa
Jahaa base raam

Jaake dhanush shiv ji ka toda
Vedehi se raam naata joda
Mil gayi chandr chakor ki jodi
Mil gayi chandr chakor ki jodi
Avadhpuri me baaje re badhaiyaa
Jahaa base raam lakhan dono bhiyaa
Jahaa base raam

Jogi ka bhesh leke paapi raavan aaya
Chhaliya ke chhal se sita haran huaa
Kutiyaa se jaise baahar pag nikale
Fansi re dali leke jaal me chiraiyaa
Jahaa base raam lakhan dono bhiyaa
Jahaa base raam

Raamchandr ko chain na aaye
Siyaa ke viyog pal pal tadpaawe
Kahat sita sita chali birahani gali
Raam raghuraiyaa
Jahaa base raam lakhan dono bhiyaa
Jahaa base raam
Sarayu ke neere teere avadh nagariyaa
Jahaa base raam lakhan dono bhiyaa
Jahaa base raam

Path me veer pawan sut aaye
Raam ke dukh me hath bataaye
Khoke raam nindra aur bhukh
Chal lanka ? ravan kar daale
Ek lakh pote sawa lakh naati
Us ravan ke deeya na baati
Kaise deeye me tel
Tel me jale
Prem ki baati
Waise siya me raam
Raam me basi
Siya din raati
Kya pina praan ke jag me koi
Apni deh rakh pata
Kya yahi ram ka raaj
Kya yahi ram ka raaj
Jaha hai nahi vo seeta mata
Kaha hai sati vo seeta mata
Kaha hai sati vo seeta mata
Kaha hai sati vo seeta mata

MovieLav Kush
SingerAsha Bhosle, Usha Mangeshkar
Music ComposerS N Tripathi
LyricistSaraswati Kumar Deepak

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *