Sarakaaye liyo khatiya jaada lage, sarakaaye liyo khatiya
Ho sarakaaye liyo khatiya jaada lage – (2)
Jaade mein balama pyaara lage
Sarakaaye liyo takiya jaada lage, sarakaaye liyo takiya
Sarakaaye liyo takiya jaada lage – (2)
Jaade mein balama pyaara lage
Ho sarakaaye liyo khatiya jaada lage
Sarakaaye liyo takiya jaada lage
Garmi mein maathe se tapake pasina – (2)
Bhaaye na baarish ka tip tip mahina
Garmi mein maathe se tapake pasina
Bhaaye na baarish ka tip tip mahina
Suyi chubhe koyi shola sa bhadake – (2)
Maane na bairi jiya mora dhadake
Thukraao nahi batiya jaada lage
Ho sarakaaye liyo
Sarakaaye liyo khatiya jaada lage
O sarakaaye liyo takiya jaada lage
Padne lagi hai kadaake ki sardi – (2)
Kitna sataaye hai mausam bedardi
Padne lagi hai kadaake ki sardi
Kitna sataaye hai mausam bedardi
Aise mein kaise sahe hum judaai – (2)
Baaho mein leke odha do rajaai
O tarsaaye badi ratiya jaada lage
Ho sarakaaye liyo
Sarakaaye liyo takiya jaada lage – (3)
Jaade mein balama pyaara lage
(Sarakaaye liyo khatiya jaada lage
Sarakaaye liyo takiya jaada lage) – (2)
| Movie | Raja Babu (1994) |
| Singer | Kumar Sanu, Poornima |
| Music Composer | Anand-Milind |
| Lyricist | Sameer |