Sapnon Ka Gharonda Lyrics  | Hum Se Badhkar Kaun | Mithun Chakraborty, Amjad Khan | Bhupinder Singh | Raamlaxman (Vijay Patil)

Sapnon Ka Gharonda Lyrics | Hum Se Badhkar Kaun | Mithun Chakraborty, Amjad Khan | Bhupinder Singh | Raamlaxman (Vijay Patil)

Baste baste basale man
Barso me abad hua
Ek sayyad ki najar lagi to
Pal bhar me barbad hua

Sapno ka gharonda tuta
Sapno ka gharonda tuta
Halat ke is tufa me
Tinke se tinka chuta
Sapno ka gharonda tuta
Sapno ka gharonda tuta

Jane ab ye nek bane ya
Ke badi ke shikar bane
Apni manjil par pahuche
Ya raho ke khar bane
Jane ab ye nek bane ya
Ke badi ke shikar bane
Apni manjil par pahuche
Ya raho ke khar bane
Kis mod pe masumo se
Mamta ka saya chuta
Sapno ka gharonda tuta
Sapno ka gharonda tuta

Dil ke tukde bhi khoye
Mang se lali ruth gayi
Dukh ki agan me jali dukhiya
Koyla bani na rat bhayi
Dil ke tukde bhi khoye
Mang se lali ruth gayi
Dukh ki agan me jali dukhiya
Koyla bani na rat bhayi
Aachal ka sukh bhi khoya
Kajan naino se rutha
Sapno ka gharonda tuta
Sapno ka gharonda tuta
Halat ke is tufa me
Tinke se tinka chuta
Sapno ka gharonda tuta
Sapno ka gharonda tuta.

MovieHum Se Badhkar Kaun
SingerBhupinder Singh
DirectorDeepak Bahry
Music ComposerRaamlaxman (Vijay Patil)
LyricistRavinder Rawal
Star CastMithun Chakraborty, Amjad Khan, Danny Denzongpa, Birbal, Mohan Choti
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *