Sapna Re Sapna Lyrics | Ek Thi Daayan | Padmanabh Gaikwad | Vishal Bhardwaj

Sapna re sapna hai koi apna ankhiyon mein aa bhar jaa
Ankhiyon ki dibeeya bhar de re nindeeya
Jaadu se jaadu kare jaa sapna re sapna hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaaa na

Ankhiyon ki dibeeya bhar de re nindeeya
Jaadu se jaadu kare jaaa na

(Bhure bhure baadalon ke bhaalu
Loriyaan sunaaye la ra ra ru) – 2
Taaron ke kanchon se raat bhar khelenge
Sapno mein chanda aur tu
Sapna re sapna hai koi apna ankhiyon mein aa bhar jaa

(Peele peele kesari hain gaanv
Geeli geeli chandni ki chhanv) – 2
Bagulon ke jaise re dube huey hain re
Paani mein sapnon ke paanv
Sapna re sapna hai koi apna ankhiyon mein aa bhar jaa
Ankhiyon ki dibeeya bhar de re nindeeya
Jaadu se jaadu kar ja..
Sapna re sapna – 2 ankhiyon ki deebiya – 2
Sapna re sapna ankhiyon ki dibeeya

MovieEk Thi Daayan
SingerPadmanabh Gaikwad
Music ComposerVishal Bhardwaj
LyricistGulzar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *