Sapano Ka Shehar Ho Lyrics | Sehar (2005) | Alka Yagnik, Underprivileged Girls | Daniel George

Sapano ka shehar ho, khushiyon bhara safar ho – (2)
Koyi darr na ho, kab aayegi sehar woh

Kaise kategi ghum ki kaali lambi raat
Bujhe na hi mann mein jalati aasha ki woh baat
Sapano ka shehar ho, khushiyon bhara safar ho – (2)
Koyi darr na ho, kab aayegi sehar woh

Na na na na na….
Thaki thaki aankhon ka, rupehala yeh khaab
Khatm toh hogi kabhi inaki talaash
Hmm hmm mmm mm mm….
Sapano ka shehar ho (aa aa aa aa…)
Khushiyon bhara safar ho (aa aa aa aa…)
Koyi darr na ho, kab aayegi sehar woh (hmm mm mm mm)
Kab aayegi sehar woh

MovieSehar (2005)
SingerAlka Yagnik, Underprivileged Girls
Music ComposerDaniel George

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *