Sanwla Salona Shyam Rang Wala Lyrics | Krishna Krishna | Chandrani Mukherjee, Sharda | Shankar Jaikishan

Sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

Kahna re kanha matwala re kahna re kanha matwala re

Bansi bajaye jadu chalaye gopin ke sang sang ras rachaye
Gopin ke sang sang ras rachaye jamuna kinare gauwe charaye
Rang gali me dhum machaye rang gali me dhum machaye
Gaye rijhaye man matwala re jai jai jai ho
Sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala
Sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

Chail chabila jan jan ka pyara aisa anokha sabse hai nyara
Aisa anokha sabse hai nyara gokul ka nanda lage dulara
Nand yashoda ke aankho ka tara
Nand yashoda ke aankho ka tara
Apne hi rang me rang dala jai jai jai ho
Sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala
Sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

Ho suraj bhi tum ho chanda bhi tum ho
Sabke hriday ke taro me tum ho sabke hriday ke taro me tum ho
Dharti bhi tum ho ambar bhi tum ho
Jiwan ki har jhankaro me tum ho
Jiwan ki har jhankaro me tum ho
Karishan kahaiya gopala re jai jai jai ho
Sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala
Sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala
Kahna re kanha matwala re kahna re kanha matwala re
Sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

MovieKrishna Krishna
SingerChandrani Mukherjee, Sharda
DirectorChandra Kant
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistUpendra Jha
Star CastJayashree Gadkar, Vidya Sinha, Biswajeet, Dara Singh, Anita Guha, Sudhir Dalvi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *