Lagi lagan shyam lagi lagan
Lagi lagan thari lagi lagan
Lagi lagan shyam lagi lagan
Lagi lagan thari lagi lagan
Bhajano mein tere shyam khushiya zalkati
Phoolon se itra ki khushbu mahkati
Bhajano mein tere shyam khushiya zalkati
Phoolon se itra ki khushbu mahkati
Aankhon se kripa ki masti barsati
Hothon se khushiyon ki lali chamkati
Aankhon se kripa ki masti barsati
Hothon se khushiyon ki lali chamkati
Bhajano se jagi mere mann ki umang
Daud gai mere mann me tarng
Bhajano se jagi mere mann ki umang
Daud gai mere mann me tarng
| Movie | Yuki Music |
| Singer | Kuldeep Soni |
| Music Composer | Suhant Trivedi (Indore) |
| Lyricist | Kuldeep Soni |
| Label | Yuki Music |

