Sanso ka kya hai pata
Sanso ka kya hai pata
Sanso ke bin ji lenge ham
Teri dhadkan ki dhun jo sun lenge ham
Sanso ka kya hai pata
Sanso ka kya hai pata
Sanso ke bin ji lenge ham
Teri dhadkan ki dhun jo sun lenge ham
Sanso ka kya hai pata
Sanso ka kya hai pata
Mud kar kise dekhna hai chhuta hai saya kaha
Ham sath hai dhundh lenge kuchh roshni ke nishan
Jan gaye jine ki ham yeh ada
Sanso ka kya hai pata
Sanso ka kya hai pata
Sanso ke bin ji lenge ham
Teri dhadakn ki dhun jo sun lenge ham
Sanso ka kya hai pata
Sanso ka kya hai pata
Abb kya shikayat kare ham kisko kahe bewafa
Apne liye jindagi toh khud hai koyi haadsa
Dekhenge abb aage hota hai kya
Sanso ka kya hai pata
Sanso ka kya hai pata
Sanso ke bin ji lenge ham
Teri dhadkan ki dhun jo sun lenge ham
Sanso ka kya hai pata
Sanso ka kya hai pata
Sanso ke bin ji lenge ham
Teri dhadkan ki dhun jo sun lenge ham
Sanso ka kya hai pata
Sanso ka kya hai pata
| Movie | Chor Aur Chand |
| Singer | Anuradha Paudwal, S P Balasubramaniam |
| Director | Pawan Kaul |
| Music Composer | Nikhil Vinay |
| Lyricist | Yogesh |
| Star Cast | Aditya Pancholi, Aruna Irani, Pooja Bhatt, Alok Nath, Avtar Gill, Shiva, Kiran Kumar, Anand Balraj, Ishrat Ali, Raghuveer Yadav |

