Sanam tu chal diya rasta
Mere bina
To kya main rah nahi sakta
Tere bina
Sanam tu chal diya rasta
Mere bina
To kya main rah nahi sakta
Tere bina
Sanam tu chal diya rasta
Jaye ka ujad kya ye sansaar
Zara ye batlade humse
Ellora ajanta kutubminar
Khade hai kya tere dum se
Jaye ka ujad kya ye sansaar
Zara ye batla de humse
Ellora ajanta kutubminar
Khade hai kya tere dum se
Rahegi woh dilli
Rahega ye bombay
Aur calcutta aji suna
Sanam tu chal diya rasta
Mere bina
To kya main rah nahi sakta
Tere bina
Ha
Sanam tu chal diya rasta
Bhul na sakega dil jo mera
Sanam tumhari baato ko
Kabhi kabhi diwano ki tarah
Phiruga uth ke rato ko
Bhul na sakega dil jo mera
Sanam tumhari baato ko
Kabhi kabhi diwano ki tarah
Phiruga uth ke rato ko
Jiya chahe tarse par bistar se
Uthunga main haske
Aji suna
Sanam tu chal diya rasta
Mere bina
To kya main rah nahi sakta
Tere bina kya
Sanam tu chal diya rasta
Mere bina
To kya main rah nahi sakta
Tere bina
| Movie | Maya |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Director | D D Kashyap |
| Music Composer | Salil Chowdhury |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Dev Anand, Mala Sinha, Jayant, Sunder, Agha, Mubarak, Lalita Pawar, Helen, Niranajan Sharma |

