Sanam Beraham Lyrics | Sultana Nooran

Sanam Beraham Lyrics | Sultana Nooran

Wo Aadate Hain Ya Bhookh Thi
Wo Shauk Tha Ya Chook Thi

Jismon Ka Aadi Hai Dukh Bemuniyaadi Hai
Jithe Marzi Chal Jave Tainu Phool Aazadi Hai
Jismon Ka Aadi Hai Dukh Bemuniyaadi Hai
Jithe Marzi Chal Jave Tainu Phool Aazadi Hai

Us Pe Ye Gam Hota Nahi Kam Kya Kare
Apna Sanam Hai Beraham Kya Kare
Apna Sanam Hai Beraham Kya Kare
Apne Hi Deke Gaye Hai Zakhm Kya Kare

Hans Hans Sahe Ham Ye Sitam Kya Kare
Apna Sanam Hai Beraham Kya Kare

Uski Gulami Ab Bas Ho Gayi
Kitani Nadani Ab Had Ho Gayi
Uski Gulami Ab Bas Ho Gayi
Kitani Nadani Ab Had Ho Gayi

Jane Jate Hai Ham Uske Hi Naam Se
Awargj Wo Ab Rad Ho Gayi
Aankho Ke Aage Tute Hai Bharam Kya Kare

Apna Sanam Hai Beraham Kya Kare
Apna Sanam Hai Beraham Kya Kare
Apne Hi Dekh Ke Karenge Zakhm Kya Kare
Hans Hans Sahe Ham Ye Sitam Kya Kare
Apna Sanam Hai Beraham Kya Kare
Apna Sanam Hai Beraham Kya Kare

Ankhiyon Se Karta Hai Taiyariyan
Sareaam Karta Hai Gaddariya
Ankhiyon Se Karta Hai Taiyariyan
Sareaam Karta Hai Gaddariya

Pahli Mohabbat Aur Usne Bhi
Sine Mein Uthati Hai Chingariyan
Kis Baat Ka Hai Ham Ko Gam Kya Kare

Apna Sanam Hai Beraham Kya Kare
Apna Sanam Hai Beraham Kya Kare
Apna Sanam Hai Beraham Kya Kare

Apne Hi Deke Gaye Hai Zakhm Kya Kare
Hans Hans Sahe Ham Ye Sitam Kya Kare

SingerSultana Nooran
Music ComposerAshok Punjabi
LyricistAshok Punjabi
Star CastIsha Malviya & Baseer Ali
LabelSur Music Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *