Aa aa aa aa…. o o o o…. aa aa aa aa…
Samajhauta ghumon se kar lo – (2)
Jindagi mein ghum bhi milate hain
Patjhad aate hi rehate hain – (2)
Ke madhuban phir bhi khilate hai o o o…..
Samajhauta ghumon se kar lo – (2)
Ret ke niche jal ki dhaara – (2)
Har saagar ka yahaan kinaara
Raaton ke aanchal mein chhupa hai suraj pyaara – (2)
O o o o…. samajhauta ghumon se kar lo – (2)
Jindagi mein ghum bhi milate hain ho o o o o…..
Samajhauta ghumon se kar lo – (2)
De do mujhako jimmedaari – (2)
Main ban jaau najar tumhaari
Tum meri aankhon se dekho duniya saari – (2)
O o o o…. samajhauta ghumon se kar lo – (2)
Jindagi mein ghum bhi milate hain o o o o…..
Patjhad aate hi rehate hain – (2)
Ke madhuban phir bhi khilate hai o o o…..
Samajhauta ghumon se kar lo – (2)
| Movie | Samjhauta (1973) |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Music Composer | Kalyanji-Anandji |
| Lyricist | Indeevar |