Salone kya tune prem ka shaastra padha
Salone kya tune prem ka shaastra padha
Ho koyi aaye to
Mann ko bhaaye to
Hoti hai kya dasha
Sunani hai kya saari katha
Sunani hai kya saari katha
Salone aa
Salone aa
Kaisi agan sulagati hai honto mein
Kaisa dhuaa ghir aata hai naino mein
Kaisi agan sulagati hai honto mein
Kaisa dhuaa ghir aata hai naino mein
Kyun baatein karati hai parchhayiyaan
Kyun aane lagati hai angdaayiyaan
Tan sataaye kyun thartharaaye kyun
Jaage kyun kaamana
Sunani hai kya saari katha
Salone aa
Salone aa
O chanchal sundari baala
Mujhe pata nahi tha
Har yug mein janam leti hai yahaan koyi menaka
O prem ka badhan hai aalingan kaise tumse kahun
Prem sandesa hota hai chumban isme sankoch kyun
Yeh jo suwidha hai woh hi duwidha hai
Isako kahu aur kya
Sunani hai kya saari katha
Salone kya tune prem ka shaastra padha
Salone kya tune prem ka shaastra padha
Ho koyi aaye to
Mann ko bhaaye to
Hoti hai kya dasha
Sunani hai kya saari katha
Sunani hai kya saari katha
| Movie | Whats Your Raashee |
| Singer | Sohail Sen, Tarannum Mallik |
| Director | Ashutosh Gowariker |
| Music Composer | Sohail Sen |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Star Cast | Harman Baweja, Anjan Srivastava, Visshwa Badola, Rajesh Vivek, Dilip Joshi, Darshan Jariwala, Honey Chhaya, Daya Shanker Pandey, Pratik Dixit, Geeta Tyagi, Pramod Moutho, Yuri Suri, Priyanka Chopra, Manju Singh, Bhairavi Vaidya, Manoj Shah |

