Sakhi Sajan Ne Mujhko Lyrics  | Suhag Sindoor | Shyama | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Shailesh Mukherjee

Sakhi Sajan Ne Mujhko Lyrics | Suhag Sindoor | Shyama | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Shailesh Mukherjee

Sakhi sajan ne mujhko bulaya hai
Dekho dekho bulawa aaya hai
Sakhi sajan ne mujhko bulaya hai
Dekho dekho bulawa aaya hai
Aaya hai

Jiske liye pyar bekarar tha
Aankho me intzar intzar tha
Jiske liye pyar bekarar tha
Aankho me intzar intzar tha
Uske milan ka
Uske milan ka mauka aaya hai
Dekho dekho bulawa aaya hai
Aaya hai
Sakhi sajan ne mujhko bulaya hai
Dekho dekho bulawa aaya hai
Aaya hai

Aasha ka chand muskane laga
Sapno ki dunia basane laga
Aasha ka chand muskane laga
Sapno ki dunia basane laga
Ab kirno se
Ab kirno se sandesha laya hai
Dekho dekho bulawa aaya hai
Aaya hai
Sakhi sajan ne mujhko bulaya hai
Dekho dekho bulawa aaya hai
Aaya hai

Is dil mein dard ab paida hua
Aahe aur aasu ka sauda hua
Is dil mein dard ab paida hua
Aahe aur aasu ka sauda hua
Aao dil ko
Aao dil ko lutane aaya hai
Dekho dekho bulawa aaya hai
Aaya hai
Sakhi sajan ne mujhko bulaya hai
Dekho dekho bulawa aaya hai
Aaya hai.

MovieSuhag Sindoor
SingerGeeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
DirectorKrishna Panju
Music ComposerShailesh Mukherjee
LyricistBharat Vyas
Star CastShyama
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *