Sajaniya Kit Bhage Lyrics  | Birha Ki Raat | Dev Anand, Nargis Dutt | Mohammed Rafi, Shamshad Begum | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Sajaniya Kit Bhage Lyrics | Birha Ki Raat | Dev Anand, Nargis Dutt | Mohammed Rafi, Shamshad Begum | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Sajaniya kit bhage
Kar ke mera dil chori
Sajaniya kit bhage
Kar ke mera dil chori
Balamwa sajanwa dar lage
Tu chhora main chhori
Hoye tu chhora main chhori
Sajaniya kit bhage
Kar ke mera dil chori
Balamwa sajanwa dar lage
Tu chhora main chhori
Hoye tu chhora main chhori

O sajan ki jan tujhe kurban
Tujhe dar kahe ka
Oye kahna mera mann
Na ban nadan
Tujhe dar kahe ka
Aashao ke par milake
Bandhe prem ki dori
Balamwa sajanwa dar lage
Tu chhora main chhori
Hoye tu chhora mai chhori

Rut mastani bhari jawani
Khali beet na jaye
Beet bhi jaye meri bala se
Tu kahe ghabraye
Najar milake najar churana
Ye teri kamjori
Balamwa sajanwa dar lage
Tu chhora main chhori
Hoye tu chhora main chhori

Jo balam sajni ki khatir
Rat rat bhar jage
Us balam ko jalim bante
Jara der na lage
Buri lage ya bhali lage
Main bat kahu ji kori
Balamwa sajanwa dar lage
Tu chhora main chhori
Hoye tu chhora main chhori
Hoga koi awaal numbar ka
Aisa harjai
Lallu panju dhobi nayi
Ya koi halwayi
Hath pakad ke kabhi na chhodu
Mohe kasam hai tori
Sajaniya
Balamwa sajanwa dar lage
Tu chhora main chhori
Hoye tu chhora main chhori
Sajaniya kit bhage
Kar ke mera dil chori
Balamwa sajanwa dar lage
Tu chhora main chhori
Hoye tu chhora main chhori.

MovieBirha Ki Raat
SingerMohammed Rafi, Shamshad Begum
DirectorGajanan Jagirdar
Music ComposerBhagatram Batish, Husnlal Batish
LyricistSarshar Sailani
Star CastDev Anand, Nargis Dutt, Om Parkesh, Jagirdar, Madan Puri
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *