Saiyaan Superstar Lyrics | Ek Paheli Leela | Tulsi Kumar | Amaal Mallik

Hoga handsome sona sabse mere dil ko gaya lekar
Meri neend chura li usne aur khwaab gaya dekar

Ab yeh naina bole yaar bole yahi lagataar
Koi chaahe kitna roke karoongi pyaar
Mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar
Main fan huyi unki o mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar
O mere saiyaan superstar

Haan jabse usne akhiyo se dil pe autograph diya
Tabse everyday maine bas usko hi yaad kiya

Senti mere jazbaat o sunle mere dil ki baat
Saath mujhko le ke jaa main hu taiyaar
Mere saiyaan superstar
O mere saiyaan superstar
Main fan huyi unki o mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar
O mere saiyaan superstar
Main fan huyi unki o mere saiyaan superstar

Filmi style se jab usne kal raat mujhe propose kiya
Daaye na dekha baaye na dekha usko dil ka rose diya

Huye charche chaar hazaar
Photo chhap gayi in akhbaar
Mujhko parwaah nahi koi
I am with the star
Mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar
Main fan huyi unki o mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar
O mere saiyaan superstar
Main fan huyi unki o mere saiyaan superstar

MovieEk Paheli Leela
SingerTulsi Kumar
DirectorBobby Khan
Music ComposerAmaal Mallik
LyricistKumaar
Star CastSunny Leone, Jay Bhanushali, Mohit Alawat, Rajniesh Duggal, Rahul Dev

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *