Saiyaan Lyrics | Shalini Mamgain

Saiyaan Lyrics | Shalini Mamgain

Sare Taale Tod Diye Pyar Se Jannu Bol Diye
Phir Bhi Na Maane Sajna Pyar Taraju Tol Diye
Apna Banna Phool Gulabi Banno Champe Ki Kali
Haan Banno Champe Ki Kali Haan Banno Champe Ki Kali

Aao Na Saiyaan Haan Saiyyan Hamari Seat Pe
Duniya Nachegi Nachegi Hamari Beat Pe
Aao Na Saiyaan Haan Saiyyan Hamari Seat Pe
Duniya Nachegi Nachegi Hamari Beat Pe

Pyaar Mar Jaana He Dil Deewana He
Ishq Ki Galiyon Mein Sath Kho Jana He
Pyaar Mar Jaana He Dil Deewana He
Ishq Ki Galiyon Mein Sath Kho Jana He

Hum To Single Hona Hai Tum Sang Mingle
Gana Nahi To Suna Do Koi Jingle

Aao Na Saiyaan Haan Saiyyan Hamri Seat Pe
Duniya Nachegi Nachegi Hamri Beat Pe
Aao Na Saiyaan Haan Saiyyan Hamri Seat Pe
Duniya Nachegi Nachegi Hamri Beat Pe

Ankhon Main Kajal Kajal Naam Ka Tere
Mathe Pe Jo Saji Hain Bindiyaan
Ratoon Main Jaagi Rahti
Aayeinein Se Ye Main Kahti
Aaye Na Mohe Neendiyaan

Koi Na Roke Koi Na Humko Toke
Hum Na Mile Jo Milege Tumko Dhoke
Baat Smjh Main Aayi Na?

Aao Na Saiyaan Haan Saiyyan Hamri Seat Pe
Duniya Nachegi Nachegi Hamri Beat Pe
Aao Na Saiyaan Haan Saiyyan Hamri Seat Pe
Duniya Nachegi Nachegi Hamri Beat Pe

Apna Banna Phool Gulabi Banno Champe Ki Kali
Haan Banno Champe Ki Kali Haan Banno Champe Ki Kali
Apna Banna Phool Gulabi Banno Champe Ki Kali
Haan Banno Champe Ki Kali Haan Banno Champe Ki Kali
Apna Banna Phool Gulabi Banno Champe Ki Kali
Haan Banno Champe Ki Kali Haan Banno Champe Ki Kali

SingerShalini Mamgain
Music ComposerShubh Sahota, R. Nade
LyricistShubh Sahota
LabelElegant Eye Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *