Saiyaan Bina Lyrics | Asha Bhosle

Saiyaan Bina Lyrics | Asha Bhosle

Do Matwale Bole Naina
Do Matwale Bole Naina
Saiyaan Bina Jag Suna Suna
Saiyaan Bina Jag Suna

Bite Na Yeh Kaari Raina Raina
Saiyaan Bina Jag Sunaa

Kahe Tarsaye Sapne Jagaye
Kahe Ko Rulaye Jiya Ko Jalaye
Ghar Nahi Aaye Ho Gaye Paraye
Mohe Tadpaye Jiya Ko Jalaye

Dil Kho Gaya Ab Na Aaye Re Chaina
Saiyaan Bina Jag Suna

Kaise Main Jiyun Sajan
Tere Bin Main Aadhi Adhoori Ho Gayi Piya
Jaane Kyun Ye Bairi Man
Na Lage Re Bhaage Jiya Ye Jogi Ho Gaya

Barse Na Sawan More Hi Angna
Saiyaan Bina Jag Suna Suna
Saiyaan Bina Jag Suna Suna
Saiyaan Bina Jag Suna Suna

SingerAsha Bhosle
Music ComposerAditya Dev
LyricistMahima Bhardwaj
LabelApni Dhun

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *