Aasu mai gajara ban jaungi
Gajara ban jaungi main
Gajara ban jaungi main
Saiya tore hatho me
Gajara ban jaungi
Gajara ban jaungi main
Gajara ban jaungi main
Saiya tore hatho me
Saiya tore hatho me
Nazaro me asha ki
Kaliya piro kar
Nazaro me asha ki
Kaliya piro kar
Tore gale phulo ki
Main mala ban jaungi
Main mala ban jaungi
Main mala ban jaungi
Main mala ban jaungi
Saiya tore hatho me
Saiya tore hatho me
Dhadkega jab dil
Dil ke sahare
Dhadkega jab dil
Dil ke sahare
Muh fer lenge jab
Hans ke sitare
Muh fer lenge jab
Hans ke sitare
Machlenge tanman
Sapno ke dhare
Machlenge tanman
Sapno ke dhare
Piya tere naino ki
Main nindiya ban jaungi
Main nindiya ban jaungi
Main nindiya ban jaungi
Main nindiya ban jaungi
Saiya tore hatho me
Saiya tore hatho me
Gajara ban jaungi
Gajara ban jaungi main
Gajara ban jaungi main
Saiya tore hatho me
Saiya tore hatho me
| Movie | Haseena |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | J P Advani |
| Music Composer | Bulo C Rani |
| Lyricist | Jan Nisar Akhtar |
| Star Cast | Shyama, Amarnath, Jairaj, Durga, Krishna Kumari, Manmohan K |

