Saiya bina ghar suna
Suna
Saiya bina ghar suna
Rahi bina jaise suni galiya
Bin khushabu jaise suni kaliya
Saiya bina ghar suna
Suna
Saiya bina ghar suna
Suna din kali ratiya
Asuvan se bhigi takiya
Har aahat pe dari dari
Rah take meri ankhiyan
Suna din kali ratiya
Asuvan se bhigi takiya
Har aahat pe dari dari
Rah take meri ankhiyan
Chand bina jaise suni ratiya
Phul bina jaise suni bagiya
Saiya bina ghar suna
Saiya bina ghar suna
Suna
Saiya bina ghar suna
Suna
Saiya bina ghar suna
Andhiyare badal chhaye
Kuchh bhi na man ko bhaye
Dekh akeli ghere mujhe
Yadon ke saye saye
Andhiyare badal chhaye
Kuchh bhi na man ko bhaye
Dekh akeli ghere mujhe
Yadon ke saye saye
Chand bina jaise suni ratiya
Phul bina jaise suni bagiya
Saiya bina ghar suna
Suna
Saiya bina ghar suna
Aansu yu na bahao
Ye moti na lutao
Rukati nahi hain waqt ki dhara
Pala pala badale jaga ye sara
Rukati nahi hain waqt ki dhara
Pala pala badale jaga ye sara
Jaise dhalegi raat andheri
Muskayega suraj pyara
Sukh ke liye par dukh ye sehana
Ab na kabhi fir tum ye kehana
Saiya bina ghar suna
Suna
Saiya bina ghar suna
| Movie | Aangan Ki Kali |
| Singer | Bhupinder Singh, Lata Mangeshkar |
| Director | Harsh Kohli |
| Music Composer | Bappi Lahiri |
| Lyricist | Shaily Shailendra |
| Star Cast | Rakesh Roshan, Laxmi Chhaya, Leela Chitnis, Prema Narayan, Baby Geeta, Murad, Birbal |

