Saiya bedardi reejhe kisi hoor pe
Haaye reejhe kisi hoor pe
Piya anaadi reejhe dekho reejhe kisi hoor pe
Kaun sautaniya ne jaadu daala
Kaun sautaniya ne jaadu daala
Jaane hmare huzur
Saiya bedardi reejhe kisi hoor pe
Piya anaadi reejhe dekho reejhe kisi hoor pe
Sharabi kababi chorjari baisyagari
Aisa waisa jaisa bhi ho swami to hai swami
Swami swami apna swami sbko pyaara lage
Sharabi kababi chorjari baisyagari
Aisa waisa jaisa bhi ho swami to hai swami
Har dukh bhoole phirte hai phoole
Har dukh bhoole phirte hai phoole humchutki bhar sindoor pe
Saiya bedardi reejhe kisi hoor pe
Haaye reejhe kisi hoor pe
Piya anaadi reejhe dekho reejhe kisi hoor pe
Kaun sautaniya ne jaadu daala
Kaun sautaniya ne jaadu daala jaane hmare huzur
Saiya bedardi reejhe kisi hoor pe
Haaye reejhe kisi hoor pe
Piya anaadi reejhe dekho reejhe kisi hoor pe
| Movie | Chintamani Surdas |
| Singer | Dilraj Kaur, Hemlata |
| Director | Ram Pahwa |
| Music Composer | Ravindra Jain |
| Star Cast | Rakesh Pandey, Alka Noopur, Gouri Khurana, Anup Jalota |

