Sahib nazar rakhna
Maula nazar rakhna
Sahib nazar rakhna
Maula nazar rakhna
Tera karam sabko mile
Sabki fikar rakhna
Sahib nazar rakhna
Maula nazar rakhna
Na aadami ki aadami jhele gulamiyan
Na admi se admi mange salamiyan
Jo fark paida ho rahe woh fark agar ek ho
Sabko barabar bant ye dharti ye asman
Koi bhi na ho dard mein
Sabki khabar rakhna
Sahib nazar rakhna
Maula nazar rakhna
Sahib nazar rakhna
Maula nazar rakhna
Sab sar utha ke chal sake
Sabko ye bal mile
Koi kisi awaz ko
Data kuchal na de
Yahan kam bhi sabko mile
Aaram bhi sabko
Mehnat kare jo admi
Mehnat ka phal mile
Har bol pe
Har bat pe
Apna asar rakhna
Sahib nazar rakhna
Maula nazar rakhna
Sahib nazar rakhna
Maula nazar rakhna
Maula maula moula
| Movie | Bhoothnath Returns |
| Singer | Rituraj |
| Director | Nitesh Tiwari |
| Music Composer | Ram Sampath |
| Lyricist | Munna Dhiman |
| Star Cast | Amitabh Bachchan, Parth Bhalerao, Boman Irani, Usha Jadhav, Sanjay Mishra, Brijendra Kala, Usha Nadkarni, Aakash Dahiya, Vijay Maurya, Mukesh Bhatt 1, Kurush Deboo, D Santosh, Gajraj Rao, Shahrukh Khan, Ranbir Kapoor, Anurag Kashyap, Anant Jog, Shankar Sa |

