Sach to ye hai
Ke mera saath
Gawara hi nahi
Sach to ye hai
Ke mera saath
Gawara hi nahi
Main kahin dur na thaa
Main kahin dur na thaa
Tumne pukaara hi nahi
Sach to ye hai
Ke mera saath
Gawara hi nahi
Main kahin dur na thaa
Main kahin dur na thaa
Tumne pukaara hi nahi
Sach to ye hai
Ke mera saath
Gawara hi nahi
Na baharo me kashish hai
Na sitaro me chamak
Na baharo me kashish hai
Na sitaro me chamak
Ab tere baad
Ab tere baad
Ab tere baad
Koi aur nazara hi nahi
Sach to ye hai
Ke mera saath
Gawara hi nahi
Ye alag baat ke
Apne hi paraye nikale
Ye alag baat ke
Apne hi paraye nikale
Kya karen wo
Kya karen wo
Kya karen wo jise
Jine ka sahara hi nahi
Sach to ye hai
Ke mera saath
Gawara hi nahi
Maut jismo ki hua karti hai
Ruho ki nahi
Maut jismo ki hua karti hai
Ruho ki nahi
Ishq walo
Ishq walo
Ishq walo ko kabhi
Maut ne mara hi nahi
Sach to ye hai
Ke mera saath
Gawara hi nahi
Main kahin dur na thaa
Main kahin dur na thaa
Tumne pukaara hi nahi
Sach to ye hai
Ke mera saath
Gawara hi nahi
Sach to ye hai
Ke mera saath
Gawara hi nahi
| Movie | Aapas Ki Baat |
| Singer | Bhupinder Singh, Mitali Singh |
| Music Composer | Bhupinder Singh |
| Lyricist | Qateel Rajasthani |

