Sabji Kaat Kaat Ke Lyrics | Mere Sapno Ki Rani | Kumar Sanu, Vinod Rathod | Anand Milind

Sabji Kaat Kaat Ke Lyrics | Mere Sapno Ki Rani | Kumar Sanu, Vinod Rathod | Anand Milind

Sabji kaat kaat ke ye hath thak gaye hai
Nikal bhi nahi sakte
Aaj aise fans gaye
Roti sekte huye ye hath jal gaye hai
Pyaj kaat kaat ke aansu aa gaye hai
Magar wo
Magar wo
Kahan hai jiski khatir aaye hum sabhi
Kamar bhi dikh jaye to
Main pahchan lunga abhi
Ha sabji kaat kaat ke ye hath thak gaye hai
Nikal bhi nahi sakte
Aaj aise fans gaye
Roti sekte huye ye hath jal gaye hai
Pyaj kaat kaat ke aansu aa gaye hai
Magar wo
Magar wo
Kahan hai jiski khatir aaye hum sabhi
Kamar bhi dikh jaye to
Main pahchan lunga abhi

Ye gajar ka halwa ye laddu ye peda
Ye rabdi ye kalakand chamcham rasgulla
Ye barfi jalebi imarti ki lali
Mithai me kesar ki khushbu hai daali
Samosa kachaudi ye sweet sweet lassi
Charo ne milke dekho
Item banaye assi
Aisi hai iski khushbu
Aa jaye munh me pani
Dekha to haal ye hai
Khaya to kya ho jani
Nahi time kiya waste
Nahi liya koi rest
Aisa chakha nahi taste
Khana bana bada best
Magar wo
Magar wo
Kahan hai jiski khatir aaye hum sabhi
Kamar bhi dikh jaye to
Main pahchan lunga abhi

Gehu se bana aata
Aate se bane roti
Roti ke sang salan
Salan ke sang poti
Kuram kuram papad ye daal ye paratha
Ye baigan ka bharta
Achar khatta khatta
Banwarchi asli aate to wo bhi na banate
Jo humne hai banaya
Jo humne hai sajaya
Tha kaam thoda mushkil
Aasan kar dikhaya
Ye humne sara khana
Ek chutki me banaya
Nahi time kiya west
Nahi liya koi rest
Aisa chakha nahi taste
Khana bana bada best
Magar wo
Magar wo
Kahan hai jiski khatir aaye hum sabhi
Kamar bhi dikh jaye to
Main pahchan lunga abhi
Jiski khatir aaye hum sabhi
Kamar bhi dikh jaye to
Main pahchan lunga abhi

MovieMere Sapno Ki Rani
SingerKumar Sanu, Vinod Rathod
DirectorD K Raghvendra Rao
Music ComposerAnand Milind
LyricistDev Kohli
Star CastSanjay Kapoor, Urmila Matondkar, Madhoo, Anupam Kher, Satish Kaushik, Shakti Kapoor, Laxmikant Berde, Asrani, Rakesh Bedi, Dinesh Hingoo, Paintal, Dina Pathak, Rajesh Puri, Satish Shah, Himani Shivpuri, Satyen Kappu, Kulbhushan Kharbanda

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *