Sabak Sabro Raza Ka De Gaye Hai Lyrics | Shan-e-hatim | Mohammed Rafi | Alla Rakha Qureshi

Sabak Sabro Raza Ka De Gaye Hai Lyrics | Shan-e-hatim | Mohammed Rafi | Alla Rakha Qureshi

Sabak sabro raja ka de gaye hai
Kar bala wale
Kar bala wale
Sabak sabro raja ka de gaye hai
Kar bala wale
Kar bala wale
Musibat me humesha muskurate hai
Khuda wale sabak sabro raja ka de gaye hai
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale

Fida hone ko kasim ran me
Dulha ban ke ja pahuche sakina ke liye
Abbas sabka ban ke ja pahuche
Unhe kya rok sakte the bhala joro jafa wale
Sabak sabro raja ka de gaye hai
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale

Huye auno mohmmad apne mamu jaan par sadke
Nikal kar pahuche sar se hur huye iman pe sadke
Nahi dekhe kisi ne aaj tak aisi haya wale
Sabak sabro raja ka de gaye hai
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale

Jawani hajrate akbar ki rahe hak me kaam aayi
Ladakpan me shahadat asagare masum ne payi
Jafao se na ghabraye ali mushkil kusha wale
Sabak sabro raja ka de gaye hai
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale

Mujahid banke nikle harak jab iman par aaya
Katakar apna sar sabbir ne ye raaz samjhaye
Kisi se dab nahi sakte mohammed mustafa wale
Sabak sabro raja ka de gaye hai
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale

Sadakat ka alam thame huye jo ran me kaam aaye
Khuda jannat ki mahrabo pe unke naam likhavaye
Ke unki yaad me rote hai sab ardo sama wale
Sabak sabro raja ka de gaye hai
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale
Kar bala wale

Husaini fauj ne markar kiya islam ko jinda
Khuda wale ne sab rakha
Khuda ke naam ko jinda
Jamane bhar me rusva ho gaye joro jafa wale
Sabak sabro raja ka de gaye hai
Kar bala wale
Kar bala wale

MovieShan-e-hatim
SingerMohammed Rafi
DirectorN Vakil
Music ComposerAlla Rakha Qureshi
LyricistZebunnisa
Star CastDaljit K, Chitra, Hiralal, Mehmood, Naazi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *