Sab Kuchh Lutaaya Ham Ne Lyrics | Chunariya | Mohammad Rafi

Sab kuchh lutaaya ham ne aa kar teri gali mein
Ghar chhod kar banaaya hai ghar teri gali mein

Maathe pe us ko rakh luun sajade mein sar jhuka duun
Mil jaaye jo bhi ham ko patthar teri gali mein

Kanajar tane huye hain aur sar jhuke huye hain
Maqatil ka kich raha hai manazar teri gali mein

Tere liye jiye hain tere liye marein ge
Ye soch kar banaaya hai ghar teri gali mein

MovieChunariya
SingerMohammad Rafi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *