Sab Kuchh Karna Is Duniya Me Pyar Na Karna Bhool Ke Lyrics | Ada | S D Batish, Asha Bhosle | Madan Mohan

Sab Kuchh Karna Is Duniya Me Pyar Na Karna Bhool Ke Lyrics | Ada | S D Batish, Asha Bhosle | Madan Mohan

Sab kuch karna is duniya me pyar na karna bhul ke
Kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke
Ji pyar na karna bhul ke sab kuch kehna ye mat kehna
Pyar na karna bhul ke nazre mila ke ulfat se
Inkar na karna bhul ke ji pyar na karna bhul ke

Pyar kiya tha parwane ne shama ne usko jala diya
Jalne ka hi nam hai milna pyar ne unko mila diya
Milne ki is reet ko tum aktyar na karna bhul ke
Kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke
Ji pyar na karna bhul ke

Pyar karoge pachataoge ye duniya badnam karegi
Badanam karegi lakh kare badanam mohabbat
Apna uncha nam karegi apna uncha nam karegi
Aise unche nam ka tum byopar na karna bhul ke
Kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke
Ji pyar na karna bhul ke

Pyar karenge nahin darenge bina pyar ke duniya kya hai
Duniya kya hai bina pyar ki duniya sachchi
Pyar ki duniya me dhokha hai pyar me dhokhe ki baten
Sarakar na karna bhul se kabhi kisi se

Sab kuch kehna ye mat kehna pyar na karna bhul ke
Nazre mila ke ulfat se
Inkar na karna bhul ke inkar na karna bhul ke
Sab kuch kehna ye mat kehna pyar na karna bhul ke
Nazre mila ke ulfat se
Inkar na karna bhul ke inkar na karna bhul ke

MovieAda
SingerS D Batish, Asha Bhosle
DirectorDevendra Goel
Music ComposerMadan Mohan
LyricistSaraswati Kumar Deepak
Star CastShekhar, Rehana, Madan Puri, Shanta Kanwar, Mohana, Gope

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *