Khairiyat hai sab khairiyat hai
Khushiya bahot hai sab khairiyat hai
Yaaro sab khairiyat hai yahaan
Yaaro sab khairiyat hai yahaan
Iss ghar ka jo darwaaja hai
Ghum khushiyon ka chauraaha hai
Khwaabon ko chhodo hamne
Kal jo hoga dekha hai
O khairiyat hai sab khairiyat hai
Khushiya bahot hai sab khairiyat hai
Yaaro sab khairiyat hai yahaan
Yaaro sab khairiyat hai yahaan.
| Movie | 13B: Fear Has A New Address |
| Singer | Shankar Mahadevan |
| Director | Vikram Kumar |
| Music Composer | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan |
| Lyricist | Neelesh Misra |
| Star Cast | R. Madhavan, Neetu Chandra, Sachin Khedekar, Deepak Dobriyal, Murli Sharma, Dhritiman Chatterjee, Sampath Raj, Saranya |
| Label | AVM |

