Saaya Bankar Saath Chalenge Lyrics | Mahek (Pankaj Udhas) | Pankaj Udhas | Ali Ghani

Saaya Bankar Saath Chalenge Lyrics | Mahek (Pankaj Udhas) | Pankaj Udhas | Ali Ghani

Saaya bankar saath chalenge
Iske bharose mat rahna
Saaya bankar saath chalenge
Iske bharose mat rahna
Apne hamesha apne rahenge
Iske bharose mat rahna
Saaya bankar saath chalenge
Iske bharose mat rahna

Saawan ka mahina aate hi
Baadal to chha jaayenge
Saawan ka mahina aate hi
Baadal to chha jaayenge
Har haal me lekin barsenge
Iske bharose mat rahna
Saaya bankar saath chalenge
Iske bharose mat rahna

Suraj ki maanind safar pe
Roz nikalna padta hain
Suraj ki maanind safar pe
Roz nikalna padta hain
Baithe baithe din badlenge
Iske bharose mat rahna
Saaya bankar saath chalenge
Iske bharose mat rahna

Bahti nadi mein kachhe ghade hain
Rishte
Naate
Husn
Wafa
Bahti nadi mein kachhe ghade hain
Rishte
Naate
Husn
Wafa
Door talak ye bahte rahenge
Iske bharose mat rahna
Saaya bankar saath chalenge
Iske bharose mat rahna
Apne hamesha apne rahenge
Iske bharose mat rahna
Saaya bankar saath chalenge
Iske bharose mat rahna
Iske bharose mat rahna
Iske bharose mat rahna

MovieMahek (Pankaj Udhas)
SingerPankaj Udhas
Music ComposerAli Ghani
LyricistHasti Mal Hasti

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *