Saawra Khatu Wala Shyam Salona Lyrics | Radha Ne Maala Japi Shyam Ki | Sadhna Sargam | Ravindra Jain

Saawra Khatu Wala Shyam Salona Lyrics | Radha Ne Maala Japi Shyam Ki | Sadhna Sargam | Ravindra Jain

??saawra khatu wala
Shyam salona
Sabse nirala
Main diwani hu diwani apne shyam ki
Main diwani hu diwani apne shyam ki
Mere man me shyam nainan me shyam
Hohto pe shyam pranan me shyam
Meri sanse
Meri sanse mala hain us naam ki
Main diwani hu
Main diwani hu diwani baba naam ki
Main diwani hu diwani apne shyam ki

Man thal hai pooja ka aur pushp hain bhawo ke
Har dhadkan aarti bandhan hai aur ardh prano ke
Har dhadkan aarti bandhan hai aur ardh prano ke
Poojan me shyam bandhan me shyam
Chintan me shyam sumran me shyam
Bin baba
Bin baba umar kis kaam ki
Main diwani hu
Main diwani hu diwani baba naam ki
Main diwani hu diwani apne shyam ki
Saawra khatu wala

Us khatu wake se nata bada gahra hai
Uski hi kripa se aaj mera sansar sunehra hai
Uski hi kripa se aaj mera sansar sunehra hai
Pag pag pe shyam kan kan me shyam
Meri aatma ke darpan me shyam
Uske hatho
Uske hatho biki me bin daam ki
Main diwani hu
Main diwani hu diwani baba naam ki

Khatu wale shyam hare
Khatu wale shyam hare
Dev nirale shyam hare
Dev nirale shyam hare
Neele wale shyam hare
Bano wale shyam hare
Parche wale shyam hare
Bhakto wale shyam hare
Shyam dhani
Shyam dhani khansu mhari preet ghani
Khatu wale shyam dhani
Dev nirale shyam dhani
Neele wale shyam dhani
Bano wale shyam dhani
Parche wale shyam dhani
Bhakto wale shyam dhani
Dev niraale shyam dhani
Neele waale shyam dhani

MovieRadha Ne Maala Japi Shyam Ki
SingerSadhna Sargam
Music ComposerRavindra Jain
LyricistRavindra Jain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *