Saawan Me Lag Gayi Aag Lyrics | Saawan Mein Lag Gayee Aag (Mika Singh) | Mika Singh | Mika Singh

Saawan Me Lag Gayi Aag Lyrics | Saawan Mein Lag Gayee Aag (Mika Singh) | Mika Singh | Mika Singh

Ho sawan me lag gai aag
Dil mera haaye
Ho sawan me lag gai aag
Dil mera haaye
Sun ae haseena pagal deewani
Sun ae haseena pagal deewani
Aaj na soya saari raat dil mera haaye

Ho gajra laga ki aai kesh me
Haaye kesh me
Ho gajra laga ki aai kesh me
Haaye kesh me
Jamti hai gori kale bhesh me
Haaye bhesh me
Jana hai kis pardesh me
Haaye desh me
Khanki jo chudi aadhi raat
Dil mera haaye
Ho sawan me lag gai aag
Dil mera haaye

Ho payal pehan ke aai paanv me
Haaye paanv me
Ho payal pehan ke aai paanv me
Haaye paanv me
Pipal ki thandi thandi chaaw me
Haaye chaaw me
Tumsa koi na gori gaawn me
Haaye gaawn me
Aaj hui jo barsaat ki dil mera haaye
Ho sawan me lag gai aag
Dil mera haaye
Ho sun ae haseena pagal deewani
Sun ae haseena pagal deewani
Aaj na soya saari raat
Dil mera haaye
Ho sawan me lag gai aag
Dil mera haaye

MovieSaawan Mein Lag Gayee Aag (Mika Singh)
SingerMika Singh
Music ComposerMika Singh
LyricistMika Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *