Pyaar Ke Mausam Mein Aa Bheege Hum Sajna
Hai Suhaana Pal Ise Jee Le Aa Sajna
Pyaar Ke Mausam Mein Aa Bheege Hum Sajna
Hai Suhaana Pal Ise Jee Le Aa Sajna
Dil Ko Dil Se Tum Milvaao
Saawan Aaya Tum Bhi Aa Jaao
Saawan Aaya Tum Bhi Aa Jaao
Saawan Aaya Tum Bhi Aa Jaao
Saawan Aaya Tum Bhi Aa Jaao
Tujh Pe Luta Du Meri Zindagaani
Tujh Pe Luta Du Ye Jahaan
Oh Aayi Hai Baarish Kayi Muddaton Se
Jhoomunga Ssang Saathiya
Nyachhavar Sab Tum Pe Kar Du
Aa Baahon Mein Baahein Bhar Lu
Aa Baahon Mein Baahein Bhar Lu
Aayi Hai Barsaat Gale Laga Lo Na
Kehti Hai Kuch Baat Mujhe Suna Do Na
Dil Ko Dil Se Tum Milvaao
Saawan Aaya Tum Bhi Aa Jaao
Saawan Aaya Tum Bhi Aa Jaao
Saawan Aaya Tum Bhi Aa Jaao
Saawan Aaya Tum Bhi Aa Jaao
| Singer | Sonu Ishteyak Khan |
| Music Composer | Ishteyak Khan, Mustak Khan |
| Lyricist | Ishteyak Khan |
| Label | Happy Music |

