Ho saath hum tum chal rahe hai
Kyun yeh jaanu na
Tera mera rishta kya hai
Ab bhi samju naa
Raaz ye tum bhi na kholo
Main bhi bolu naa
Ho rabba ki karaan
Yeh khamoshiyaan
Kyun hai dooriyaan bataye koi
Ho rabba ki karaan
Yeh khamoshiyaan
Kyun hai dooriyaan bataye koi.
| Movie | Kumkum Bhagya |
| Director | Muzammil Desai, Sharad Yadav |
| Music Composer | Lalit Sen |
| Lyricist | Nawab Arzoo |
| Star Cast | Shabbir Ahluwalia, Sriti Jha, Mrunal Thakur, Arjit Taneja, Shikha Singh, Madhurima Tuli, Leena Jumani |

