Saare Niyam Tod Do Niyam Pe Chalna Chod Do Lyrics | Khubsoorat | Kalyani, Usha Uthup | R D Burman

Saare Niyam Tod Do Niyam Pe Chalna Chod Do Lyrics | Khubsoorat | Kalyani, Usha Uthup | R D Burman

Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Arre saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do

Inqilaab zindabaad
Inqilaab zindabaad
Aap bhi boliye
Inqilaab zindabaad
Inqilaab zindabaad
Khaao piyo mazaa karo
Khilkhilaa kar hansaa karo
Kal ki chintaa karenge kal
Aaj ko aaj hi jiyaa karo isliye

Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Arre saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Inqilaab zindabaad
Inqilaab zindabaad
Bolo
Inqilaab zindabaad
Inqilaab zindabaad

Dinke chaubees ghanton mein
Aath ghante hain sone ke
Aur chaar hain khaana peenaa
Do hain rone dhone ke
Kuchh kapde badal ke katate hain
Kul baaki chhe hi bachte hain
In mein kitna kaam kare
Khelein yaa aaraam karen isliye

Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Arre saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Inqilaab zindabaad
Aap bhi to bolo
Inqilaab zindabaad
Inqilaab zindabaad

Jis baat mein aanand mile
Wo karne mein harz nahin
Har cheez yahaan par mahangi hai
Har cheez ka chadhtaa paaraa hai
Bhaade se unchi building mein
Building se uncha bhaadaa hai
Jis baat mein aanand mile
Wo karne mein harz nahin
Har cheez jahaan par mahangi ho
Hansne par kharch nahin isliye

Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Arre saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Inqilaab zindabaad
Aap bhi bolo
Inqilaab zindabaad
Inqilaab zindabaad
Bol inqilaab zindabaad
Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do

MovieKhubsoorat
SingerKalyani, Usha Uthup
DirectorHrishikesh Mukherjee
Music ComposerR D Burman
LyricistGulzar
Star CastRekha, Rakesh Roshan, David, Dina Pathak, Shashikala, Om Shiv Puri, Ashok Kumar, Ranjit Choudhary, Keshto Mukherjee, Vijay Sharma, Rita Rani Kaul, Amarnath

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *