Saajnaa Lyrics  | Bad Boy | Namashi Chakraborthy, Amrin Qureshi | Asees Kaur | Himesh Reshammiya

Saajnaa Lyrics | Bad Boy | Namashi Chakraborthy, Amrin Qureshi | Asees Kaur | Himesh Reshammiya

Mere Dil Me Tu Hai, Saajna
Bas Ek Tu Hai, Saajna
Mere Dil Me Tu Hai, Saajna
Bas Ek Tu Hai, Saajna

Sufi Lage Baatein Teri
Tu Ban Gaya Hai Aadat Meri

Mere Dil Me Tu Hai, Saajna
Bas Ek Tu Hai, Saajna

Ab Shaam-o-Seher, Chaaron Peher
Hogi Ibaadat Teri

Ho.. Mere Dil Me Tu Hai, Saajna
Bas Ek Tu Hai, Saajna
Mere Dil Me Tu Hai, Saajna
Bas Ek Tu Hai, Saajna

Ab Ke Saawan Saath Me Bheegein
Tere Aane Se Jeene Lage
Naino Me Chhaayi Kaari Badariya
Mera Jiya, Haaye Udne Lage

Sufi Lage Baatein Teri
Tu Ban Gaya Hai Aadat Meri

Mere Dil Me Tu Hai, Saajna
Bas Ek Tu Hai, Saajna

Ab Shaam-o-Seher, Chaaron Peher
Hogi Ibaadat Teri

Ho.. Mere Dil Me Tu Hai, Saajna
Bas Ek Tu Hai, Saajna
Mere Dil Me Tu Hai, Saajna
Bas Ek Tu Hai, Saajna

MovieBad Boy
SingerAsees Kaur
Music ComposerHimesh Reshammiya
LyricistShabbir Ahmed
Star CastNamashi Chakraborthy, Amrin Qureshi, Darshan Jariwala
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *