Saajna (Title) Lyrics  | Saajna | Fawad Dilbar | Fawad Dilbar | Fawad Dilbar

Saajna (Title) Lyrics | Saajna | Fawad Dilbar | Fawad Dilbar | Fawad Dilbar

Teri yaad satave meri jaan jalave
Menu chain na aave saajna
Har pal dil tadpave menu hosh na aave
Mera dil gabhrave saajna
Tera milna mujhe yaad aata raha
Tera jaana bichhadna satata raha
O jaana ye kyon aur kaise huaa
Kyon huaa..kyon huaa..kyon huaa…

Iss sune jahan mein mera dil nahi lagta
Tune kyaa kar diya ye saajna
Ho iss sune jahan mein mera dil nahi lagta
Tune kyaa kar diya ye saajna
Mera pal pal hain jeena
Mera pal pal hain marna
Ab to tere liye o saajna
Jeena paoonga tujh bin
Dil ye kehta hain har din ab to
Tere bina o saajna..
Tera milna mujhe yaad aata raha
Tera jaana bichhadna satata raha
O jaana ye kyon aur kaise huaa
Kyon huaa..kyon huaa..kyon huaa…

Mere dil ka qaraar teri aankhon ne chhina
Ye main kaise bhula doon saajna
Mere dil ka qaraar teri aankhon ne chhina
Ye main kaise bhula doon saajna
Meri baato mein tu hain
Meri aankh mein tu hain
Meri saanso mein tu hain saajna
Mujhko pyaar hain tujhse
Besumaar hain tujhse
Mera dil ye hi bole saajna
Tera milna mujhe yaad aata raha
Tera jaana bichhadna satata raha
O jaana ye kyon aur kaise huaa
Kyon huaa..kyon huaa..kyon huaa…

MovieSaajna
SingerFawad Dilbar
DirectorShan Azmat
Music ComposerFawad Dilbar
Star CastFawad Dilbar
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *