Ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
Ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
Yaad tadpayegi tum chale aaoge
Ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
Banke dhadkan mai dil me utar jaaungi
Aap tadpungi aur tumko tadpaungi
Sham ho ya sahar tum na kal paoge
Yaad tadpayegi tum chale aaoge
Ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
Chhodkar is tarah mujhko jaaoge tum
Yaad rakhna bahut dukh uthaaoge tum
Mai nahi vo jise tum bhula paaoge
Yaad tadpayegi tum chale aaoge
Ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
| Movie | Samay Bada Balwan |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | Sohrab Modi |
| Music Composer | Usha Khanna |
| Lyricist | D N Madhok |
| Star Cast | Sohrab Modi, Sailesh Kumar, Shahida, Aruna Irani, David, Monto |

