Rula Kar Chal Diye Lyrics  | Badshah | Pradeep Kumar, Mala Sinha | Lata Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Rula Kar Chal Diye Lyrics | Badshah | Pradeep Kumar, Mala Sinha | Lata Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Rula kar chal diye ik din
Hansi ban kar jo aaye the
Rula kar chal diye ik din
Hansi ban kar jo aaye the
Chaman ro ro ke kahta hai
Chaman ro ro ke kahta hai
Kabhi gul muskuraye the
Rula kar chal diye ik din
Hansi ban kar jo aaye the

Agar dil ke zuba hoti to
Ye gham kuch kam to ho jata
Ye gham kuch kam to ho jata
Agar dil ke zuba hoti to
Ye gham kuch kam to ho jata
Ye gham kuch kam to ho jata
Udhar vo chup idhar sine me
Hum tufan chhupaye the
Chaman ro ro ke kahta hai
Chaman ro ro ke kahta hai
Kabhi gul muskuraye the
Rula kar chal diye ik din
Hansi ban kar jo aaye the

Ye achha tha na hum kahte
Kisi se dasta apni
Kisi se dasta apni
Ye achha tha na hum kahte
Kisi se dasta apni
Kisi se dasta apni
Samjh paye na jab apne
Paraye to paraye the
Chaman ro ro ke kahta hai
Chaman ro ro ke kahta hai
Kabhi gul muskuraye the
Rula kar chal diye ik din
Hansi ban kar jo aaye the.

MovieBadshah
SingerLata Mangeshkar
DirectorAmiya Chakrabarty
Music ComposerJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistShailendra (Shankardas Kesarilal)
Star CastPradeep Kumar, Mala Sinha, Usha Kiran, K.N. Singh, Ulhas, Agha, Achala Sachdev, Hari Shivdasani
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *