Ruk Jaana Nahin Lyrics  | Soundtrack | Rajeev Khandelwal, Soha Ali Khan | Suraj Jagan | Karsh Kale, Midival Punditz

Ruk Jaana Nahin Lyrics | Soundtrack | Rajeev Khandelwal, Soha Ali Khan | Suraj Jagan | Karsh Kale, Midival Punditz

Ruk jaana nahin
Tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke
Milenge saaye bahaar ke
Ruk jaana nahin
Tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke
Milenge saaye bahaar ke
O raahi o raahi o raahi o raahi
O raahi o raahi o raahi o raahi

Sooraj dekh ruk gaya hai
Tere aagey jhuk gaya hai
Sooraj dekh ruk gaya hai
Tere aagey jhuk gaya hai
Jab kabhi aise koi mastaana
Nikle hain apni
Dhun mein dewaana
Shaam suhaani bann
Jaate hain din intazaar ke
O raahi o raahi
O raahi o raahi
Ruk jaana nahin
Tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke
Milenge saaye bahaar ke
Ruk jaana nahin
Tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke
Milenge saaye bahaar ke

Saathi naa kaarvaan hai
Yeh tera intehaan hai
Saathi naa kaarvaan hai
Yeh tera intehaan hai
Yunhi chala chal dil ke sahaare
Kar ti hai manzil tujhko ishaare
Dekh kahin koi rok nahin le
Tujhko pukaar ke
O raahi o raahi o raahi o raahi
Ruk jaana nahin
Tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke
Milenge saaye bahaar ke
Ruk jaana nahin
Tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke
Milenge saaye bahaar ke.

MovieSoundtrack
SingerSuraj Jagan
DirectorNeerav Ghosh
Music ComposerKarsh Kale, Midival Punditz
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastRajeev Khandelwal, Soha Ali Khan, Mrinalini Sharma
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *