Ruk Bhi Jao Jana Dil Ko Na Tadhpana Lyrics | Dil Ki Baazi | Udit Narayan, Lata Mangeshkar | Ram Laxman

Ruk Bhi Jao Jana Dil Ko Na Tadhpana Lyrics | Dil Ki Baazi | Udit Narayan, Lata Mangeshkar | Ram Laxman

Ruk bhi jao jana dil ko na tadpana
Ruk bhi jao jana dil ko na tadpana
Abhi abhi aayi ho tum jane ka naam na lena
Jane do jane jana karungi kya mai bahana
Jane do jane jana karungi kya mai bahana
Din dhala sham hui mujhko ghar hai jana
Ruk bhi jao jana

Ek din jarur hum pura wada karenge
Jaldi aaye wo lamhe hum irada karenge
Ek din jarur hum pura wada karenge
Jaldi aaye wo lamhe hum irada karenge
Ho bade chulbule mushkil hai samjhana
Ruk bhi jao jana dil ko na tadpana
Ruk bhi jao jana dil ko na tadpana
Abhi abhi aayi ho tum jane ka naam na lena
Jane do jane jana

Jane kab badlega aapka faisla
Kal phir mai aaungi rakho zara honsala
Jane kab badlega aapka faisla
Kal phir mai aaungi rakho zara honsala
Kal kabhi aata nahi kal ka kya hai thikana
Jane do jane jana karungi kya mai bahana
Jane do jane jana karungi kya mai bahana
Din dhala sham hui mujhko ghar hai jana
Ruk bhi jao jana

MovieDil Ki Baazi
SingerUdit Narayan, Lata Mangeshkar
DirectorAnil Ganguly
Music ComposerRam Laxman
LyricistShailendra
Star CastAkshay Kumar, Avinash Wadhavan, Ayesha Jhulka, Rakhee, Farheen, Anupam Kher, Paresh Rawal, Laxmikant Berde, Naveen Nischol, Anju Mahendroo, Ajit Vachchani, Ram Singh, Suresh Chatwal, Anu Kapoor, Ram Mohan, Dinesh Hingoo, Viju Khote, Suresh Bhagwat, Brij G

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *