Roshni Bujha Lyrics  | Ladki Bholi Bhali | Gautam Sarin, Asha Sachdev | Asha Bhosle | Usha Khanna

Roshni Bujha Lyrics | Ladki Bholi Bhali | Gautam Sarin, Asha Sachdev | Asha Bhosle | Usha Khanna

Roshni bujha dil ko tu jala
Rat ka sama
Roshni bujha dil ko tu jala
Rat ka sama
Haye re haye kuch samjh na aaye
Roshni bujha dil ko tu jala
Rat ka sama

Bar bar lab pe tera naam aaye
Kyo ki tu pasand hai sanam
Dil ki khitab khol pyar mera dekh
Isme rang hai sanam
Bar bar lab pe tera naam aaye
Kyo ki tu pasand hai sanam
Dil ki khitab khol pyar mera dekh
Isme rang hai sanam
Pyar gunguna pyar muskura
Iski kasam husn tauba
Roshni bujha dil ko tu jala
Rat ka sama

Bhig bhig jaye badan
Ajab sitam dhaye gore tan ki bijaliya
Kali klai aankho si jhankti hai
Aur dil ki meri mastiya
Haye re haye kuch samjh na aaye

Roshni bujha dil ko tu jala
Rat ka sama
Roshni bujha dil ko tu jala
Rat ka sama
Dil ko tu jala
Rat ka sama.

MovieLadki Bholi Bhali
SingerAsha Bhosle
DirectorAshok Rao
Music ComposerUsha Khanna
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastGautam Sarin, Asha Sachdev, Hina Kausar, Tarun Ghosh, Dheeraj Kumar, Bharat Bhushan
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *