Roshni Bujha Dil Ko Tu Jala Lyrics | Ladki Bholi Bhali | Asha Bhosle | Usha Khanna

Roshni Bujha Dil Ko Tu Jala Lyrics | Ladki Bholi Bhali | Asha Bhosle | Usha Khanna

Roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama
Roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama
Haye re haye phir se mzaa aaye
Pyar ka nasha aur rang laaye
Roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama

Baar baar lab pe tera naam aaye
Kyo ki tu pasand hai sanam
Dil ki khitab khol pyar mera dekh
Isme rang hai sanam
Baar baar lab pe tera naam aaye
Kyo ki tu pasand hai sanam
Dil ki khitab khol pyar mera dekh
Isme rang hai sanam
Pyar gunguna pyar muskura
Iski kasam husn tauba
Roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama

Bhig bhig jaye badan
Ajab sitam dhaye gore tan ki bijaliya
Kaali kaali aankho si jhankti hai
Aur dil ki meri mastiya
Haye re haye kuchh samjha na aaye
Pyar ka nasha kuch aur rang laaye

Roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama
Roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama
Dil ko tu jala raat ka sama

MovieLadki Bholi Bhali
SingerAsha Bhosle
DirectorAshok Rao
Music ComposerUsha Khanna
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastGautam Sarin, Asha Sachdev, Hina Kausar, Tarun Ghosh, Dheeraj Kumar, Bharat Bhushan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *