Rone Na Dijiyega Lyrics  | Jaan Tere Naam | Ronit Roy, Farheen | Kumar Sanu | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Rone Na Dijiyega Lyrics | Jaan Tere Naam | Ronit Roy, Farheen | Kumar Sanu | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Rone na dijiyega
Toh gaya na jayega
Rone na dijiyega
Toh gaya na jayega

Aise to haal dil ka
Aise to haal dil ka
Sunaya na jayega

Rone na dijiyega
Toh gaya na jayega

Aise to haal dil ka
Aise to haal dil ka
Sunaya na jayega

Rone na dijiyega
Toh gaya na jayega

Hai pyaar kitna mere dil main
Kaise tumhein mein bataaaon

Hai pyaar kitna mere dil main
Kaise tumhein mein bataaaon

Dil cheer karke abb apna
Kaise tujhe main deekhaon

Bin tere jee na sakunga
Bin tere mar na sakunga

Teri judadi ka gum bhi
Reh reh ke tadpayega

Aise to haal dil ka
Aise to haal dil ka
Sunaya na jayega

Rone na dijiyega
Toh gaya na jayega

Milta hai muskil se duniya mein
Mohabbat koi karne wala

Milta hai muskil se duniya mein
Mohabbat koi karne wala

Har koi rahe mohabbat mein
Hota nahi marne wala

Sacha kya hai jaan le tu
Mujhko to pechan le tu

Deewana dar pe tere hi
Bas aaj mar jayega

Aise to haal dil ka
Aise to haal dil ka
Sunaya na jayega

Rone na dijiyega
Toh gaya na jayega

Aise to haal dil ka
Aise to haal dil ka
Sunaya na jayega

Rone na dijiyega
Toh gaya na jayega.

MovieJaan Tere Naam
SingerKumar Sanu
DirectorDeepak Balraj Vij
Music ComposerNadeem Saifi, Shravan Rathod
LyricistGauhar Kanpuri
Star CastRonit Roy, Farheen
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *