Rog Jaane Mohit Version Lyrics  | Laali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana | Akshara Haasan, Darshan Jariwala, Gurmeet Choudhary, Kavitta Verma, Kishori Shahane, Navni Parihar, Sanjay Mishra, Saurabh Shukla, Suhasini Mulay, Vivaan Shah | Mohit Lalwani, Palak Muchchal | Vipin Patwa

Rog Jaane Mohit Version Lyrics | Laali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana | Akshara Haasan, Darshan Jariwala, Gurmeet Choudhary, Kavitta Verma, Kishori Shahane, Navni Parihar, Sanjay Mishra, Saurabh Shukla, Suhasini Mulay, Vivaan Shah | Mohit Lalwani, Palak Muchchal | Vipin Patwa

Maine socha na tha
Mod ye aayega yahan
Aise dhago se mujhko
Jod jayega yahan

Maine socha na tha
Mod ye aayega yahan
Aise dhago se mujhko
Jod jayega yahan

Hmm laakh main manau lekin
Meri kahan sunta hai
Din mein hi baithe baithe
Khwaab khain bunta hai

Jootha dilasaa deke
Jaan le gaya
Rog jaane kaisa
Ye anokha de gaya
Mujhe mein hi rehke
Dil ye dhokha de gaya

Aa aa jaane kaisi mushkil hai ye
Koi to mujhko batlaye
Har ghadi ab tu hi nazar aaye

Haa jaane kaisa manzar hai ye
Khwahishe mujhko bharmaye
Mere kadmo ko yun behkaye

Umm
Ye kaisi raahon pe
Main chal raha
Hoo mujhko na mera
Patta chal raha
Rog jaane kaisa ye
Anokha de gaya
Mujhe mein hi rehke
Dil ye dhokha de gaya

Ab teri baahon mein ye
Saara jahan hai manzil
Yahin hai jag to dar mila hai

Ho mere armaa mere
Bas mein nahi hai
Jaane ab kaisi ye
Sar darmiyaan hai

Ho ab jaake poori ye
Mannat huyi
Ummm duniya ye meri jaise
Jannat huyi

Rog jaane kaisa ye
Anokha de gaya
Mujhe mein hi rehke
Dil ye dhokha de gaya

Maine socha na tha
Mod ye aayega yahan
Aise dhago se mujhko
Jod jayega yahan

Maine socha na tha
Mod ye aayega yahan
Aise dhago se m
Ujhko jod jayega yaha

Hmm rog jaane kaisa
Ye anokha de gaya
Hoo mujhe mein hi rehke
Dil ye dhokha de gaya

Mujhe mein hi rehke
Dil ye dhokha de gaya
Mujhe mein hi rehke
Dil ye dhokha de gaya..

MovieLaali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana
SingerMohit Lalwani, Palak Muchchal
Music ComposerVipin Patwa
LyricistDr Sagar
Star CastAkshara Haasan, Darshan Jariwala, Gurmeet Choudhary, Kavitta Verma, Kishori Shahane, Navni Parihar, Sanjay Mishra, Saurabh Shukla, Suhasini Mulay, Vivaan Shah
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *