Rishto ki na naato ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Rishto ki na naato ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Kisne humko hum banaya hai
Bas unhi do haatho ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Gyani dhyani santo ke bas tuhi to hai bhor
Maa se badhkar koi nahi hai maa to hai anmol
Maa se badhkar koi nahi hai maa to hai anmol
Dor judi isse hai saanso ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Rishto ki na naato ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Humko zara bhi dard ho to soye na raato me
Lab pe iske rahe duvaye sapne aankho me
Lab pe iske rahe duvaye sapne aankho me
Maa ki mamta baat hai bhaago ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Rishto ki na naato ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Baat hai ye to jazbaato ki
| Movie | Amma Ki Boli |
| Singer | Swanand Kirkire |
| Director | Narayan Chauhan |
| Music Composer | Manoj Santoshi |
| Lyricist | Sajan Agarwal |
| Star Cast | Farrukh Jaffer, Govind Namdev, Sitaram Panchal, Sanjay Mishra, Hrishita Bhatt, Zakir Hussain Ishteyak Khan, Himani Shivpuri, Shekhar Singh |

