Reshami Salwar Kudta Jali Ka Lyrics | Naya Daur | Asha Bhosle, Shamshad Begum | O P Nayyar

(Reshami salwar kudta jali ka
Rup saha nahi jaye nakhre wali ka) – (2)
Hoy
(Ja re pichha chhod mujh matavali ka
Kahe dhundhe rasta kotvali ka) – (2)

Jab jab tujhako dekhu mere dil me chhute phulajhadiya
Karunga tera pichha chahe lag jaye hathkadiya
Are karunga tera pichha chahe lag jaye hathkadiya
Kya hai kotavali ka
Rup saha nahi jaye nakhare wali ka
Hoy

Ja re pichha chhod mujh matvali ka
Kahe dhundhe rasta kotavali ka

Mai hu izzat wali mujhe samajh na aisi vaisi
Bade bado ki maine kar di hai aisi taisi – 2
Tu hai kis thali ka
Kahe dhundhe rasta kotvali ka

Reshami salwar kudta jali ka
Rup saha nahi jaye nakhre wali ka
Hoy

Rup tere kalat ka mere dil ko de gaya jhatka
Rag bhare hatho se zara khol de pat ghunghat ka
Hay rag bhare hatho se zara khol de pat ghunghat ka
Dil hai dilvali ka
Rup saha nahi jaye nakhre wali ka
Hoy

Ja re pichha chhod mujh matvali ka
Kahe dhundhe rasta kotavali ka
Reshami salwar kudta jali ka
Rup saha nahi jaye nakhre wali ka
Hoy

MovieNaya Daur
SingerAsha Bhosle, Shamshad Begum
Music ComposerO P Nayyar
LyricistSahir Ludhianvi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *