Ratiyaan Lyrics | Hansika Pareek

Ratiyaan Lyrics | Hansika Pareek

Aisa Kabhi Hua Hai Kya
Taaron Ke Bin Raat Bani
Chanda Ke Aane Se Toh
Raat Mein Woh Baat Bani

Maana Ki Ishq Mera
Jaise Koi Hai Sitaara
Tere Hi Aasmaan Mein
Dhoonde Koi Jo Basera
Bhaaye Na Re Use Nindiya

Jaagi Saari Saari Ratiyaan Aa
Taaron Bhari Kaari Akhiyaan
Jaagi Saari Saari Ratiyaan Aa
Taaron Bhari Kaari Akhiyaan Aa

Mausami Yeh Preet Nahi
Woh Jo Beet Jaaye
Door Hi Sahi Hum Dono
Par Hai Nahi Paraye

Aaa Aa Aa Aa

Mausami Yeh Preet Nahi
Woh Jo Beet Jaaye
Door Hi Sahi Hum Dono
Par Hai Nahi Paraye

Jaise Sadiyon Se Hi
Milte Nahi Chaand Taare
Fir Bhi Aasmaan Mein
Lagte Dono Kitne Pyare
Yeh Toh Jaane Saari Duniya

Jaagi Saari Saari Ratiyaan Aa
Taaron Bhari Kaari Akhiyaan
Jaagi Saari Saari Ratiyaan Aa
Taaron Bhari Kaari Akhiyaan Aa

Tara Nana Nana Nana Na
Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Lala Lala Lala Lala La
Tara Nana Nana Nana Na

SingerHansika Pareek
Music ComposerSagnik Kolay
LyricistSoham Majumdar
LabelHansika Pareek

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *