Rat Ne Kya Kya Khwab Dikhaye Lyrics | Ek Gaon Ki Kahani | Talat Mahmood | Salil Chowdhury

Rat ne kya kya khwab dikhaye
Rang bhare sau jal bichhaye
Aankhe khulee toh sapne tute
Rah gaye gam ke kale saye

Ham ne toh chaha, bhul hee jaye
Woh afsana kyo dohraye
Dil rah rah ke yad dilaye

Dil me dil ka dard chhupaye
Chalo jaha kismat le jaye
Duniya parayee log paraye

MovieEk Gaon Ki Kahani
SingerTalat Mahmood
Music ComposerSalil Chowdhury

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *